Bahut Pyaar Karte Hai Tumko Sanam - Saajan (1991) | S P Balasubramaniam

Bahut Pyaar Karte Hai Tumko Sanam - Saajan (1991) | S P Balasubramaniam
Bahut Pyaar Karte Hai Tumko Sanam - Saajan (1991) | S P Balasubramaniam

Bahut Pyaar Karte Hai Tumko Sanam Song by S P Balasubramaniam & Anuradha Paudwal

Bahut Pyaar Karte Hai, Tumko Sanam Lyrics:

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamein har ghadi aarzu hai tumhari
Hoti hai kaisi sanam bekarari
Milenge jo tumko to
Milenge jo tumko to batayenge hum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Hamari gazal hai tasavvur tumhara
Tumhare bina ab na jeena hamara
Tumhein yoon hi chaahenge
Tumhein yoon hi chaahenge jab tak hai dum
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Sagar ki baahon mein maujein hain jitni
Humko bhi tumse mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na ab hogi kam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo khuda ki kasam

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
Bahut pyaar karte hain tumko sanam

Video: Bahut Pyar Karte Hain

Song Info:
Song : Bahut Pyar Karte Hain 
Singer : Anuradha Paudwal, S P Balasubramaniam
Music : Nadeem- Shravan 
Lyrics : Sameer 
Movie : Saajan (1991)
Director : Lawrence D'Souza 
Star Cast : Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Salman Khan, Lakshmikant Berde, Kader Khan, Reema Lagoo & Others 
Producer : Sudhakar Bokade 
Banner : Divya Films International

Comments