Yoon Shabnami Lyrics - Sawariyan | Parthiv Gohil

Yoon Shabnami Song by Parthiv Gohil

Yoon Shabnami Lyrics by Sandeep Nath

Yoon shabnami pehle nahi thi chaandani
Chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
Woh churaane laga hai nazar

Yoon shabnami pehle nahi thi chaandani
Chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
Woh churaane laga hai nazar

Yoon shabnami.......

Dekho chaand aaya, chaand nazar aaya - 3
Aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya
Haanji aaya aaya aaya sharmaaya
Tu bhi aaja saawariya
Aaya aaya aaya dekho chaand nazar woh aaya
Dekho chaand nazar dekho dekho ji chaand nazar woh aaya
Sharmaaya aaya aaya aaya chaand aaya sharmaaya

Dheere dheere aake hawa gungunaake har khabar de tumhaari
Kaisa yeh nasha hai, nazar mein ghula hai har ghadi hai khumaari
Nashe mein kadam mere udhar kabhi idhar, gumsum nazar jaayein kidhar
Kho gaye tujhme hum iss kadar
Yoon shabnami pehle nahi thi chaandani - 2

Chaand woh bharma gaya, tujhko dekha toh sharma gaya
Woh churaane laga hai nazar
Yoon shabnami.......


Song Info -
Song Name - Yoon Shabnami
Movie - Saawariya 
Stars - Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor
Singer - Parthiv Gohil
Composer - Monty Sharma
Lyricists - Sandeep Nath
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Comments