Saanson Ne Baandhi Hai Dor Piya Song Lyrics - Dabangg 2 (2012)

Saanson Ne - Dabangg (2012)

Song Details:
Song: Saanson Ne
Singer: Sonu Nigam, Tulsi Kumar
Music Director: Sajid-Wajid
Lyrics: Irfan Kamal
Starcast: Salman Khan, Sonakshi Sinha, Arbaaz Khan and others.
Movie: Dabangg 2 (2012)
Music Label: T-Series
Song Director: Radhika Rao & Vinay Sapru

Saanson Ne Lyrics -
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya
Reh rehke dil mera thum sa gaya
Chuke mujhe tune jab yeh kaha
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai vaada kiya
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Batiyaan tohre naina hum se joh na karte
Haaye raam kasam jeete jee mar jaate
Arey aise kaise oh ji yoon hi tum mar jaate ho
Tum joh na hote hum kyun duniya mein aate
Ki teri meri ik zindagi
Ha sang teri preet lagi
Ho pal pal bhadegi
Haan maine bhi yeh rab se vaada kiya haye..
Sanson ne bandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Saat janam ke saathi
Hum hai diya tum baati
Ho roshan basera hai ghar tera mera
Humre chaand ko takhne
Taare bhi niklein hai
Haye nazar na lagey tujhko baahon mein gehra
Oh chal hut jao ji
Nazdeek aao ji
Hum toh ji haarey ji
Haan maine bhi yeh rab se vaada kiya haye..
Saanson ne baandhi hai dor piya
Tohre liye humra dhadke jiya

Reh rehke dil mera thum sa gaya
Chuke mujhe tune jab yeh kaha
Goriya main tere sang zindagi bitaaunga
Rab se yeh maine hai…vaada kiya

Saanson Ne - Dabangg 2 (Full Audio Song)


Saanson ne Full Song with Lyrics


SAANSON NE DABANGG 2 (OFFICIAL) VIDEO SONG


Saanson Ne Baandhi Hai Dor Piya Full Video Song Dabangg 2


Dabangg 2 Album - Song List
1. Dagabaaz Re- Rahat Fateh Ali Khan, Shreya Ghoshal
2. Pandey Jee Seeti - Wajid, Mamta Sharma & Shreya Ghoshal
3. Fevicol Se - Wajid, Mamta Sharma (Back up Vocals- Keerthi Sagathia)
4. Saanson Ne - Sonu Nigam & Tulsi Kumar
5. Dabangg Reloaded - Sukhwinder Singh