Waada Raha Sanam Lyrics - Khiladi (1992) - Abhijeet, Alka Yagnik

Waada Raha Sanam Song by Abhijeet, Alka Yagnik

Waada Raha Sanam Lyrics:

Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana

Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana

In vaadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
In vaadiyon mein yoon hi milte rahenge
Dil mein wafa ke diye jalte rahenge
Yeh manga hai duaon mein
Kami na ho wafaon mein
Rahein teri nigahon mein
Likho na yeh fizaon mein o saajna Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana

Kaisi udasi tere chehre pe chhayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aai
Kaisi udasi tere chehre pe chhayi
Kya baat hai jo teri aankh bhar aai
Dekho to kya nazaare hain
Tumhari tarah pyare hain
Hanso na mere liye tum
Sabhi to yeh tumhare hain o jaane jaan
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana

Waada raha sanam honge juda na hum
Chaahe na chaahe zamana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana
Hamari chahaton ka mit na sakega fasana


Video: Wada Raha Sanam

Song Info:
Song : Waada Raha Sanam
Movie : Khiladi (1992)
Stars :  Akshay Kumar & Ayesha Jhulka
Singers : Abhijeet & Alka Yagnik
Music : Jatin-Lalit
Lyrics : Anwar Sagar
Director : Abbas - Mustan
Producer : Ganesh Jain
Label : Venus

Comments