Humsafar Lyrics - Pamela Jain | Yash Eshwari | Shourya Ghatak

Humsafar Lyrics - Pamela Jain | Yash Eshwari | Shourya Ghatak

Humsafar Song by Pamela Jain

Humsafar Song Lyrics:

Na jaane kaun si
Dua ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar

Na jaane kaun si
Dua ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar

Ab tujse hi tu hai
Jeene ki har wajah
Bin tumhare hoon main ek sifar

Na jaane kaun si
Dua ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar

Manzur nahi pal ki bhi doori Meri saason ko dhadkan ko tu zaruri
Manzur nahi pal ki bhi doori
Meri saason ko dhadkan ko tu zaruri

Meri raaton ke andherom ko de chandini
Mere har savere mein tujhse hi roshni
Waqt mera ab hai tu
Har pal mein tu hi tu
Tujse mere charon pehar

Na jaane kaun si
Dua ka hua asar Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar

Hathon ki mere lakeerein hai tu
Khaab mera tu hi tabeerein bhi tu
Hathon ki mere lakeerein hai tu
Khaab mera tu hi tabeerein bhi tu

Main ladkhadaun to sahaara tu hai
Agar mar ke jee paaun dubara tu hi hai
Tu hi humraaz hai
Mera sur aur saaz hai
Tujse hi sargam ki lehar

Na jaane kaun si
Dua ka hua asar
Mila safar mein tu
Banke mujhe humsafar

Song Info:
Song: Humsafar
Singer: Pamela Jain
Music: Shourya Ghatak (Pintu)
Lyrics: Yash Eshwari
Cast: Sayanto Modak & Priyanka Mitra
Mixing and Mastering: Abhijit Tenny Roy
Directors: Samir James & Adolina (Dola)
Producer: Soma Dey    
Label: Zee Music

Video: Humsafar feat Sayanto Modak & Priyanka Mitra

Comments