Kya Kiya Hain Tune Lyrics - Broken But Beautiful Season 3

Kya Kiya Hain Tune Lyrics - Broken But Beautiful Season 3

Kya Kiya Hain Tune Song by Amaal Mallik Ft. Armaan Malik & Palak Muchhal

Song Info:
Song - Kya Kiya Hain Tune Lyrics
Starring: Sidharth Shukla and Sonia Rathee
Music - Amaal Mallik
Singer - Amaal Mallik Ft. Armaan Malik & Palak Muchhal
Lyricist - Rashmi Virag
Label - Zee Music

Kya Kiya Hain Tune Lyrics:

Kholi hai khidki maine
Iss naazuk se dil ki
Jaage hain dekho phir se
Khwab hazaar

Banke lehar tu aayi
Rooh se yun takrayi
Sadiyon se tha is pal ke
Liye bekaraar

Kya kiya hai tune
Kya kiya hai tune
Kya kiya hai tune mere yaar

Jo jeene laga hun phir se
Khone laga hun khud se
Kya kiya hai tune mere yaar

Shayad khatam hai ya phir bacha hai
Dil mein kahi pe tumhara intezar
Tu saamne se aise hai guzra
Hone laga hai humko tumse hi pyaar

Sauda yeh do dil'on ka
Lagta hai kuch palon ka
Na hoga yeh humse baar baar

Kya kiya hai tune
Kya kiya hai tune
Kya kiya hai tune mere yaar

Written by: Rashmi Virag

Video: Kya Kiya Hain Tune - Broken But Beautiful Season 3

Comments