Main Teri Yaadon Mein Song Lyrics – Sanam Teri Kasam

Main Teri Yaadon Mein Song Lyrics – Sanam Teri Kasam (2016) | Harshvardhan Rane & Mawra Hocane
Main Teri Yaadon Mein - Sanam Teri Kasam (2016) | Harshvardhan Rane,  Mawra Hocane
Main Teri Yaadon Mein Lyrics by Arijit Singh: from the Bollywood's movie 'Sanam Teri Kasam (2016)', song sung by Arijit Singh, music composed by Himesh Reshammiya in the lyrics of Sameer Anjaan. Movie starring Harshvardhan Rane & Mawra Hocane in main lead roles.

Song Details -
Song: Main Teri Yaadon Mein
Movie: Sanam Teri Kasam (2016)
Starring: Harshvardhan Rane, Mawra Hocane
Singer: Arijit Singh
Music by: Himesh Reshammiya
Lyrics by: Sameer Anjaan
Music Label: Eros Now

Main Teri Yaadon Mein Lyrical Video Song




Main Teri Yaadon Mein Song Lyrics -

Main teri yaadon mein khoya
Main yaadon mein uljha
Main teri yaadon mein khoya
Main yaadon mein uljha

Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahan
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahan

Shamon saher kaise
Lagte zehar jaise
Tere bagair aise oh o..
Socha nahi kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aise oh o..

Khamoshi hai khata meri
Tanhaiyan hai saza meri
Samjha rahi hai yeh dooriyan
Teri meri nazdeekiyan

Haan teri yaadon ke ghum hai
Hai teri yaadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke ghum hai
Hai teri yaadon ki khushiyan

Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha

Sabko khabar hai yeh
Meri saher hai tu
Kya bekhabar hai tu oh o..
Itni zara si to haan tujhe kehne
Kehde nazar se oh o..

Kya itni hai majbooriyan
Kyu itni na manzooriyan
Ik mukhtasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka sath hai

Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya

Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na rahan
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na rahan


Main Teri Yaadon Mein - Full Audio Song


Main Teri Yaadon Mein - Video Song