Gazab Ka Hai Yeh Din Song Lyrics - Sanam Re (2016) | Amaal Mallik, Arijit Singh

Gazab Ka Hai Yeh Din Song Lyrics - Sanam Re (2016) | Pulkit Samrat and Yami Gautam
Still Pulkit Samrat and Yami Gautam from song "Gazab Ka Hai Yeh Din"
"Gazab Ka Hai Yeh Din" song lyrics from Bollywood romantic drama movie 'Sanam Re', voice given for song by Arijit Singh & Amaal Mallik, in the lyrics of Manoj Muntashir, music composition by Amaal Mallik. Movie featuring Pulkit Samrat and Yami Gautam in main lead roles.

Song Details -
Song: Gazab Ka Hai Yeh Din
Movie: Sanam Re (2016)
Singer: Amaal Mallik, Arijit Singh
Music by: Amaal mallik
Lyrics by: Manoj Muntashir
Music on: T-Series

Gazab Ka Hai Yeh Din Song with Lyrics




Gazab Ka Hai Yeh Din Song Lyrics -

Chal pade hai hum aisi raah pe...
Befikar hue ke ab jaana kahan....
Lapata hue.. saare raaste..
Dhoondhega humein ye zamana kahan...

Ye samaa hai kaisa
Musukrane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah..

Ye nasha hai kaisa
Doob Jaane jaisa..
Jaagi khwahishein hain har jagah..

Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Dekho zaara

Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Dekho zaara

Paani hoon paani mein
Haan bahne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi, rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna thahrna mujhko aata hai kahan

Ye samaa hai kaisa
Musukrane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah

Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa..
Jaagi khwahishein hain har jagah..

Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Dekho zaara

Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Dekho zaara

Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par
Soya hai aasmaa

Ye mastiyaan meri
Manmaaniyaan meri...
Lo mill gayi mujhe
Aazaadiyaan meri...

Ye samaa hai kaisa
Musukrane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah

Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa..
Jaagi khwahishein hain har jagah..

Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Dekho zaara

Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Dekho zaara

Chal pade hain hum aisi raah pe..
Befikar hue, ke ab jaana kahan..
Lapata hue... saare raaste...
Dhoondhega humein ye zamana kahan..

Ye samaa hai kaisa
Musukrane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah

Ye nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa...
Jaagi khwahishein hain har jagah..

Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Dekho zaara

Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Gazab ka hain yeh din
Dekho zaara

Dekho zara
Dekho zara

Hooo..


Gazab Ka Hai Yeh Din Full Song (AUDIO)


'GAZAB KA HAI YEH DIN' Full Video Song (Film Version)


Gazab Ka Hai Yeh Din (Hawaiian Guitar) Instrumental by Rajesh Thaker