Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha Lyrics - Dard Dil Ke (2015) | Ritesh Pandey - Bhojpuri Sad Songs

Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha Lyrics - Dard Dil Ke (2015) | Ritesh Pandey - Bhojpuri Sad Songs
Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha Lyrics - Dard Dil Ke (2015) | Ritesh Pandey

'Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha' is a most viewed Bhojpuri song, which most view in these days, this beautiful song sung by Ritesh Pandey, and from the Bhojpouri album 'Dard Dil Ke', and release throw by Wave Music.

Song Details -
Song: Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha
Album: Dard Dil Ke
Singer: Ritesh Pandey
Lyrics By: Ritesh Pandey
Music Label: Wave Music


Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha Lyrics -

Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha
Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha
Or prem ka rog laga liya
Or prem ka rog laga liya

Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha
Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha
Or prem ka rog laga liya
Maine prem ka rog laga liya

Jab Thokkar lagi or dil tutta
Jab Thokkar lagi or dil tutta

Jab Thokkar lagi or dil tutta

Fir socha hai humne ye kya kiya
Fir socha hai humne ye kya kiya
Maine prem ka rog laga liya

Saare khilone chchod ke wo
Jazbaat se khela karte hain
Jab tak Jee chaha khela fir
Jab tak Jee chaha khela fir
Jee bhar gaya to bhula diya
Jee bhar gaya to bhula diya

Are Maine prem ka rog laga liya

Hum to tumare hi rahege
Ese waade the unke
Hum to tumare hi rahege
Ese waade the unke
Sapne dikha ke lakhao ha
Sapne dikha ke lakhao
Fir apni Nazar se gira diya
Fir apni Nazar se gira diya
Are maine prem ka rog laga liya

Kaanto ki sikayat kya kare
Jab chubna unki fitrat hai
Kaanto ki sikayat kya kare
Jab chubna unki fitrat hai
Sikawa hai Govind un Pholo se
Sikawa hai Govind un Pholo se
Sikawa hai Govind un Pholo se
Jisne bassi ko gum diya
Jisne re bassi ko gum diya

Are maine prem rog laga liya


Mujhe Dard-e-dil ka pata na tha - Video Song


Comments