Insaaf Karo Video Song/Lyrics - A Tribute Song To 'DAMINI' By Dr. Shivankur Bharti

Insaaf Karo Video Song/Lyrics - A Tribute Song To 'DAMINI' By Dr. Shivankur Bharti

Insaaf Karo Song is sung and directed by Dr. Shivankur Bharti as a tribute to Damini. Lyrics are penned by Anmol Singh while the song arrangement is done by Sh. Shivram parmar & Sh. Kuldeep Saproo.


Song: Insaaf Karo
Singer: Dr. Shivankur Bharti
Lyrics by: Anmol Singh
Arrangement by: Sh. Shivram parmar & Sh. Kuldeep Saproo
Video Directed by: Dr. Shivankur Bharti


Insaaf Karo Song Lyrics -
Haiwaaniyat ki sooli chad gayi
Humse ek masoom bichhad gayi
Haiwaaniyat ki sooli chad gayi
Humse ek masoom bichhad gayi
Is samaajh ko haiwaanon se aazaad karo..
Aao toh insaaf karo..
Jara toh Insaf karo...
Aao toh insaaf karo..
Jara toh Insaf karo...

Aaj humaara
Khoon hai khaula
Kal Thanda pad jaayega
kya apraadh ya
Apraadhiyon ka
Ant kabhi toh aayega?
Bhrashtachaar ko
Lekar annchhan
Karney waaley kahaan gaye?
Ik beti ki luTi hai izzat
Nyaaye kaun dilaayega?
Kuchchh to unn.. gunahgaaron ke.. khilaaf karo..

Aao toh insaaf karo..
Jara toh Insaf karo...
Aao toh insaaf karo..
Jara toh Insaf karo...

Kya hum mein insaaniyat ka
Jazba nahin junoon nahin?
Kyun is desh mein
Haiwaanon ke liye koi kanoon nahin?
Jab tak in apraadhiyon ko
LaTke huye na dekhe gi
Desh ki beti ki aatma
Ko milega sukoon nahin
Aise na inn, darindon ko tum.. muaaf karo..

Aao toh insaaf karo..
Jara toh Insaf karo...
Aao toh insaaf karo..
Jara toh Insaf karo...

Comments