Armaan Jagaati Hain Song Lyrics - Rajdhani Express (2012)


Song Details:
Song: Armaan Jagati Hain
Singer: Shaan
Music By: Ritesh Nalini
Lyrics: Rameez
Movie: Rajdhani Express (2012)
Music Label: T-Series

Armaan Jagaati Hain Song Lyrics -
Armaan jagaati hai tumhari nazar
Sapne dikhaati hai tumhari nazar
Armaan jagaati hai tumhari nazar
Sapne dikhaati hai tumhari nazar
Iski balayein kaho kyun na main lu
Iski balayein kaho kyun na main lu..
Jeena sikhaati hai tumhari nazar
Armaan jagaati hai tumhari nazar

Aaha aaha hmm.. hmm..
Oho.. oho..

Ho....
Dekhe se isko muqaddar jage
Tumhari nazar ko nazar na lage
Dekhe se isko muqaddar jage
Tumhari nazar ko nazar na lage
Dil ko lubhaati hai tumhari nazar
Dil ko lubhaati hai tumhari nazar..
Jeena sikhaati hai tumhari nazar
Armaan jagaati hai tumhari nazar

Ho...
Chaalak ki duniya ke gulzar se
Mujhe dekhti hai bade pyaar se
Ho...
Chaalak ki duniya ke gulzar se
Mujhe dekhti hai bade pyaar se
Ulfat jagaati hai tumhari nazar..
Ulfat jagaati hai tumhari nazar...
Jeena sikhaati hai tumhari nazar
Armaan jagaati hai tumhari nazar...

Hey hey.. la la la hmm.. hmm.. hmm..
Hey hey.. la la la la hey hey aa.. a..

Armaan Jagaati Hain Video Song

Comments