Kyun Dooriyan (Jhoom Jhoom Ta Ja) - Players Lyrics

Song Info:
Song Name: Kyun Dooriyan (Jhoom Jhoom Ta Ja)
Singer: Ritu Pathak
Music Director: Pritam Chakraborty
Movie: Players
Lyricist: Pritam Chakraborty

Kyun Dooriyan (Jhoom Jhoom Ta Ja) Lyrics[Opera Vocals]

Aa....
Kyun dooriyan áa aa hai darmiyaan
Badh jaane de áe ae nazdeeqiyan
Har saans mein áe ae mehsoos karun
Inn saanson ki madhoshiyan

Mera nasha aise chadhe
Mera nasha zidd pe ade
Mera nasha aise naa jaaye
Jhoom jhoom jhoomta jaa

Mera nasha tujhko huaa
Mera nasha hai khwab saa
Mera nasha aise naa jaaye
Jhoom jhoom jhoom jhoomta tu jaa

Jis aag mein ye badan jal raha hai mera
Aye hum-safar
Tu bhi usee mein jal jaayega.. Jaáyega
Parwaane kyun shamaa pe machalte hain
Mujhko aaj iss ka pata bhi chal Jaáyega
Main hi shehad, main hi zehar
Mujhme teri shaam-ò-sheher
Meri inn panaaho mein
Jhoom jhoom jhoomta ja

Mera nasha aise chadhe
Mera nasha zidd pe ade
Mera nasha aise naa jaaye
Jhoom jhoom jhoomta tu ja

Main bhi hoon tanha
Tu bhi akela hai
Mauqa bhi haseen
Milne ka hone de silsila
Silsila bin kuch kahe, kuch sune, kuch kiye
Kab main tujh pe mar gayi
Mujhko pata bhi naa ye chala
Lo mar gaye hum bekasoor
Woh jee gaye jinka kasoor
Aankhon se meri jaan le par
Jhoom jhoom jhoomta ja

Mera nasha aise chadhe
Mera nasha zidd pe ade
Mera nasha aise naa jaaye
Jhoom jhoom jhoomta tu ja


Comments