Mere Rashk-E-Qamar Lyrics - Nusrat Fateh Ali Khan

Mere Rashk-E-Qamar Lyrics - Nusrat Fateh Ali Khan

Mere Rashk-E-Qamar Lyrics by Nusrat Fateh Ali Khan: Mere Rashk-E-Qamar is Urdu ghazal song which originally written by the Pakistani poet Fana Buland Shehri and well performed as Qawwali by Great Ustad Nusrat Fateh Ali Khan in his power-full voice. It was first performed in 1988 by Nusrat Fateh Ali Khan. The song is most popular in Pakistan and India country, and also has been adapted as cover version by many local singer artistes.



Song Details -
Song: Mere Rashk-E-Qamar
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan
Lyrics by: Fana Buland Shehri
Music by: Nusrat Fateh Ali Khan
Music Label: HI-TECH MUSIC LTD

Mere Rashk-E-Qamar Lyrics

Aaaa...

Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar (x2)
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aa gaya

Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aa gaya (x3)

Aa....

Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aa gaya (x3)


Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar (x2)
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aa gaya (x2)

Barq Si Gir Gayi Kaam Hee Kar Gayi (x2)
Aag Aisee Lagaayi Maza Aa gaya

Barq Si Gir Gayi Kaam Hee Kar Gayi
Aag Aisee Lagaayi Maza Aa gaya (3)

Aa..... Barq Si Gir Gayi Kaam Hee Kar Gayi
Aag Aisee Lagaayi Maza Aa gaya

Aa......Barq Si Gir Gayi Kaam Hee Kar Gayi
Aag Aisee Lagaayi Maza Aa gaya

Aa... Sargam

Jaam Mein Ghoul Kar Husan Ke Mastiyan (x2)
Chaandni Muskurai Maza Aa gaya (x2)

Chaand Ke Sa’ay Mein Ay Mere Saaqiya (x2)
Tu Ne Aisee Pilaayi Maza Aa gaya (x2)

Chaand Ke Sa’ay Mein Ay Mere Saaqiya
Tu Ne Aisee Pilaayi Maza Aa gaya (x3) with sargam

long sargam Chaand Ke Sa’ay Mein Ay Mere Saaqiya
Tu Ne Aisee Pilaayi Maza Aa gaya

Nasha Sheeshe Mein Angrai Laine Laga (x2)
Bazm Rindaan Mein Saagar Khanakne Laga (x2)

Nasha Sheeshe Mein Angrai Laine Laga
Bazm Rindaan Mein Saagar Khanakne Laga (x5) with sargam

Maikade Pe Barasne Lagi Mastiyaan (x2)
Jab Ghata Gir Ke Chaayi Maza Aagaya (x2)

Maikade Pe Barasne Lagi Mastiyaan
Jab Ghata Gir Ke Chaayi Maza Aagaya (x3) with sargam

long sargam

Maikade Pe Barasne Lagi Mastiyaan
Jab Ghata Gir Ke Chaayi Maza Aagaya

Be Hijabaana Woh Saamne Aa gaye (x2)
Aur Jawaani Jawaani Se Takra Gayi (x2)
Aankh Unki Laree Yoon Meri Aankh Se (x2)
Daikh Kar Ye Laraai Maza Aa gaya (x2)

Aankh Mein Thee Haya Her Mulaqaat Par (x2)
Surkh Aariz Hu’ay Wasal Ki Baat Par (x2)
Us Ne Sharma Ke Mere Sawaalat Pe (x2)
Aise Gardan Jhukaayi Maza Aagaya (x2)

Shaikh Sahib Ka Imaan Bik He Gaya (x2)
Daikh Kar Husan E Saqi Pigal He Gaya (x2)
Aaj Se Pehle Ye Kitne Maghroor The (x2)
Lut Gayi Parsaayi Maza Aa gaya (x2)

Ay Fana Shukar Hai Aaj Baad E Fana (x2)
Us Ne Rakh Le Mere Pyaar Kee Aabro (x2)
Apne Haathon Se Usne Meri Qabar Par (x2)
Chaadar E Gul Charhaayi Maza Aagaya (x2)

Mere Rashk E Qamar Tu Ne Pehli Nazar
Jab Nazar Se Milaayi Maza Aa gaya...




Mere Rashk-E-Qamar Full Audio Song


Comments