Pyar Kiya To Nibhana lyrics - Major Saab (1998)

Pyar Kiya To Nibhana lyrics - Major Saab  (1998) | Ajay Devgan and Sonali Bendre
Ajay Devgan & Sonali Bendre still form song 'Pyar Kiya To Nibhana' Major Saab 


'Pyar Kiya Toh Nibhana' song from 1998's Bollywood movie Major Saab, song featuring Ajay Devgan and Sonali Bendre. Sung by Anuradha Paudwal and Udit Narayan, composed by Anand Raj Anand, penned by Anand Raj Anand and Dev Kohli.


Song Details -
Song: Pyar Kiya Toh Nibhana
Movie: Major Saab (1998)
Starring: Amitabh Bachchan, Ajay Devgan, Sonali Bendre, Nafisa Ali
Singers: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Music By: Anand Raj Anand
Lyrics By: Anand Raj Anand, Dev Kohli
Music Label: T-Series


Pyar Kiya Toh Nibhana Lyrics -

Kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
Ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
Pyar kiya toh nibhana - (4)

Kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
Ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
Pyar kiya toh nibhana - (4)

Abb jindagee ka maksad, hai bas tumhara sath
Ek bar keh do tum bhee, hatho me le ke hath

O, abb jindagee ka maksad, hai bas tumhara sath
Lo keh diya tumse, hatho me le ke hath
Ham tum tum ham banke rahe ham raj humsafar
Shikwa kare na koi, ek duje se umrr bhar
Pyar hamara ho aisa ke dekhe yeh jamana

Pyar kiya toh nibhana - (4)

Kehta hai pal pal tumse, hoke dil yeh divana - (2)
Ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana
Pyar kiya toh nibhana - (4)

Na mai tumhe satau, na tum mujhe satao
Mai tumko samajh jau, tum mujhko samajh jao
Na mai tumhe satau, na tum mujhe satao
Mai tumko samajh jau, tum mujhko samajh jao

Chahat hee puja ho, mann mandir ho janeman
Ek duje ke bin, ek pal bhee lagta nahee ho man
Phir toh jivan ban jayega, pyar ka tarana
Pyar kiya toh nibhana - (4)

Kehta hai pal pal tumse, ho ke dil yeh divana - (2)
Ek pal bhee jane jana, mujhse dur nahee jana

Pyar kiya toh nibhana - (4)

Pyar Kiya To Nibhana [Full Song]

Comments